Zindagi ki Rahon Mein Jab Aage Jaoge,
Piche Ek Saaya Hamesha Paoge,
Mudkar Dekhoge to Tanhai Hogi,
Magar Mehsus Karoge to Hume hi Sath Paoge...!!!!!
__________________
Wada Na Karo Agar Tum Nibha Na Sako,
Chaho Na Usko Jise Tum Pa Na Sako,
Dost To Duniya Me Bahot Hote Hai,
Par Ek Khas Rakho Jiske Bina Tum Muskura Na Sako......
koie dur ho kitna hi,
kya gum hai,
magar wo apna hai ye,
kya kam hai,
chahe na ho bat na ho mulakat,
kya gam hai,
yaad hamein wo karle ek bar ye,
kya kam hai……