Woh paani ki lehron pe kya likh raha tha.......
KHUDHA jaane hurf-e-duaa likh raha tha.......
Likhay thay jisne Wafa ke maani Adhuray......
Wo shaks pyar ki intiha likh raha tha......
Zara uski aankh se ek Ansoo na nikla.......
Wo jis waqt Lafz-e-Saza likh raha tha......
Mohabbat main nafrat mili thi ussay......
Woh har ek shaks ko Be-wafa likh raha tha.....
Is qadar zamane wale ne usko sataya.......
Woh pyar ke JAZBAY ko GUNAH likh raha tha......
Koi na melay to kismat se ghila nhi krty!
akSr log mel kr bi mela nhi krty!
har shaakh par bahaar aati hy Zaror!
par har shaakh par phool khila nhi krty