Maang
Hazaaron tammanaon ko dil may dabaa rakha hai,
Bus ek teri chaahat hai aur tujhse hi chuppa rakha hai,
Lahoo saara jo aanso kay dariya main bahaa rakha hai,
Bus ek katra teri maang ki khaatir bacha rakha hai............
__________________
 ISSEY KHULUS KAHO YA NAADANI.
JO KOI HAS KAY MILA USSEY HUMNEY DOSTI KARLI.
|