Ek ladka, uski girlfriend
Ek ladka,
uski girlfriend ki sadi k din us k bare me soachta h...
Aaj dulhan k lal jode me use uski sakhiyo ne sajaya hoga
meri jan k gore hato ko mehandi se sajaya hoga
bhut gehra chadha hoga mehandi ka rang us mehandi me usne mera naam chupaya hoga
reh-2 kr ropadi hogi jab-2 usko mera khyal aaya hoga
khud ko dekha hoga jb aaine me to aksh mera b nazar aaya hoga
lag rahi hogi aaj wo sundar, use dekh kr chand sarmaya hoga
aaj meri jaan ne apne ma-baap ki ezat ko bachaya hoga
usne beti hone ka farz nibhaya hoga
mazbur hogi wo sabse zyaada soachta hu kis tarh usne khud ko sambhala hoga
apne hatho mere khato ko jalaya hoga
majbut bankar meri yado ko mitaya hoga
bhoki hogi wo me janta hu
mere bina usne kuch na khaya hoga
keise sambhala hoga usne khud ko, fairo me jb khud ko jalaya hoga
|